aaine main ek tasveer nazar aati hai

aaine main ek tasveer nazar aati hai meri parchai key sath 1 parchai nazar aati hai dundna chahti hun in sawalon ke jawab par in sawalon main bhi tanhai nazar aati hai

anshu ankhon se kabhi gir na paye

anshu ankhon se kabhi gir na paye na dard ho tujhe na kabhi chot aaye mere hisse main jayda khusi toh nahi par rab kare woh bhi tujhe mil jaye

Kisi ki yaad main dil tadapta kyun hai

Kisi ki yaad main dil tadapta kyun hai akhir ye dil kisi se pyar karta kyun hai ager mile khuda toh puchna usse ki tu akhir seene main dil rakhta kyun hai

Waqt ke dariye se hum nikal na jaye

waqt ke dariye se hum nikal na jaye aap ke dil se kahi hum utar na jaye hum roj yaad dilayenge apni warna kahi aap hume bhul na jaye

Koi hasaye toh thoda hash lete hain

koi hasaye toh thoda hash lete hain ankhon main gum ho to ro lete hain nind hume waise kam he aati hai par sapne me woh aayenge ye soch kar thoda so lete hain.

Page 1 of 2612310...Last »