KASH YE FASLE NA HOTE..

KASH YE FASLE NA HOTE..

KASH YE DURIYA NA HOTI..

KASH HUM SATH HOTE..

TO..

TO,

TO..

TO..

TO..

YAR MERE SMS KE PAISE BACH JATE…

Na Ishq,Na Pyar,

Na Ishq,Na Pyar, Na Mohabat Yaro, Devdas Ki jaise Jaan Mat Do Yaaro, Apna To Ek Usul Hai Yaron.. . . Na Chandramukhi, Na Paro Jo Dikhe Usi Pe Line Maro..:-)

unki nazro me

unki nazro me chupa aaj bhi ek raaz tha, unka wohi chehra wohi libaas tha, kaise yaaro unko bewafa keh du me, aaj bhi unke dekhne ka wohi andaaz tha.

Hamne Bi Kabhi

Hamne Bi Kabhi Pyar Kiya tha thoda Nahi Beshumar Kiya tha barbad hogai Zindagi Jab Usne Kaha Are Pagal Maine To Mazaq Kiya Tha.

Tasweer Aapki

Yaad karne ke liye koi cheej chaahiye,

Aap nahi to aap ki tasweer chaahiye,

Par tasweer aapki hamara dil bahla na sakegi,

Kyonki wo aapki tarah muskura na sakegi.

 

Page 1 of 212