poori ho dil ki sari khuwaish aap ki

poori ho dil ki sari khuwaish aap ki aur mile khusiyon ka jahan aapko mange aap aasman ka ek taara toh khuda pura asman de aapko

kuch sitaron ki chamak nahi jati

kuch sitaron ki chamak nahi jati kuch yaadon ki kasak nahi jati kuch logo se hota hai aisa rishta ki door rahkar bhi unki mahak nahi jati

kitne chahre hain duniya main mager

kitne chahre hain duniya main mager humko ek chahra nazar aata hai duniya ko ab hum kya yaad kare aap ki yaadon main waqt guzar jata hai…

aaine main ek tasveer nazar aati hai

aaine main ek tasveer nazar aati hai meri parchai key sath 1 parchai nazar aati hai dundna chahti hun in sawalon ke jawab par in sawalon main bhi tanhai nazar aati hai

anshu ankhon se kabhi gir na paye

anshu ankhon se kabhi gir na paye na dard ho tujhe na kabhi chot aaye mere hisse main jayda khusi toh nahi par rab kare woh bhi tujhe mil jaye

Page 1 of 1112310...Last »